Roman script

ho ho ho oh ho ho ho
aa aa aa aa aa aa aa
kabhi jhatka kabhi seene se lagaya 
kabhi jhatka kabhi seene se lagaya 
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
ek ladki ne aisa jalwa dikhaya
ek ladki ne aisa jalwa dikhaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya
chede mohe rutt ye suhani ho ho
mann bus me naa ye jawani ho ho
ghadi do ghadi aaja sang me ho ho
nasha hi nasha hai mere ang me
haaye haaye husn tera
haaye haaye jalwa tera
haaye chamak challo
haaye haaye poonam dheelo
ho jaaye 
ho jaaye madhosh jisko pilaya
ho jaaye madhosh jisko pilaya  
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
ho o o la la la 
ho o o la la la 
julf ghata nain ye sharabi ho ho
fool jaisa mukhda gulabi
ghayal kre haaye teri jawani ho ho 
tap tap ke gire muh se pani 
haaye haaye aankh ladi
badi muskil me padi
neend aankho se udi
tauba kaisi ye ghadi
duppatta leke
duppatta leke honto se jo usne dabaya
duppatta leke honto se jo usne dabaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya
kabhi jhatka kabhi seene se lagaya 
kabhi jhatka kabhi seene se lagaya 
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya
mere naazuk dil pe haaye teer chalaya
sharmo haya ka parda usne uuthaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Nitin Mukesh, Sadhana Sargam