Roman script

kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo

kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo

hamara dil to liya hai hamari jaan na lo

kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo

vaha hujur to pikar sharab jite hai

yaha ham apne kaleje ka khun pite hai

yaha ham apne kaleje ka khun pite hai

hamari jaan tumhari hai apni jaan na lo

hamara dil to liya hai hamari jaan na lo

kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo

tumhari ek mohabbat bari najar ke liye

sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye

sukun dil ka lutaya hai umar bar ke liye

yahi garib ki daulat hai maharban na lo

hamara dil to liya hai hamari jan na lo

kabhi hamari mohabbat ka imtihan na lo

Explore this song