Roman script

kabhi hu karke kabhi ha karke 
kabhi hu karke kabhi ha karke
hoye dil lut liya mehrma karke 
hoye dil lut liya mehrma karke 
humse karte ho sitam dildar kyu 
humse karte ho sitam dildar kyu 
tedhi nazaro ke chhipe chhipe war kyu 
ye chhipe chhipe war kyu 
ek chhota sa ahsaan karke 
hoye dil lut liya mehrma karke 
hoye dil lut liya mehrma karke

Song details

Song video

Watch on YouTube