Roman script

kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe 

made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe  

asli pe nakli ka parda kya daala hai saale

jhuti chamak mein aur koyi honge fas jaanewaale  

rang yeh tu dikhaana kisi aur ko

main toh pyaar se ek tamaacha dungi tere gaal pe

kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe

made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe

desh hai abb aajaad hamaara mili hamein aajaadi

abb ham apni marji se hi karenge apni shaadi  

naariya abb kisi baat mein kam nahi

ho ho aise nachwaayengi mardo ko table ki taal pe

kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe 

kabhi hansi aur kabhi reham aata hai tere haal pe   

made in u.s.a ka label laga hai desi maal pe

Explore this song