Roman script

kabhi dushmani kabhi dosti 
kabhi baat baat me dil lagi
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah jaye kaha dilwale
kabhi ha kahi kabh na kahi 
kabhi juth muth meri jaan khae
haye allah mar jaye dilwale 
haye allah mar jaye dilwale
tum na hote ham na hote jindagi tumhi se hai
tum na hote ham na hote jindagi tumhi se hai
husn walo yaad rakho aashiqi tumhi se 
aashiqi tumhi se ye banavati ye khusamati 
din raat naak me dham kare
haye allah mar jaye dilwale 
haye allah mar jaye dilwale
kabhi dushmani kabhi dosti 
kabhi baat baat me dil lagi
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah jaye kaha dilwale
aaj kal to jisko dekho vo hi parvana bane
aaj kal to jisko dekho vo hi parvana bane
vo hi parvana bane baal jiske ho bikhare
vo hi diwana bane vo hi diwana bane
kabhi ye ada kabhi vo ada 
kabhi bewafa to kabhi bawafa
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah jaye kaha dilwale
kabhi ha kahe kabhi na kahe 
kabhi juth muth meri jaan kahe
haye allah mar jaye dilwale 
haye allah mar jaye dilwale
kya sitam hai dil churakar aankh dikhlate hai vo
kya sitam hai dil churakar aankh dikhlate hai vo
kya samajh kar piche piche dil liye aate hai vo
dil liye aate hai vo koi ghar nahi koi darr nahi 
meri jaan jeb me jar nahi
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah jaye kaha dilwale
kabhi ha kahe kabh na kahe 
kabhi juth muth meri jaan kahe
haye allah mar jaye dilwale 
haye allah mar jaye dilwale
kabhi dushmani kabhi dosti 
kabhi baat baat me dil lagi
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah mar jaye dilwale
haye allah jaye kaha dilwale 
haye allah mar jaye dilwale

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi