Roman script

kabhi deewana dil bittu pe jo aayega 
fir kya hoga tera mera kya hoga 
hoye hoye kya hoga tera mera kya hoga
kabhi deewana dil bittu pe jo aayega 
fir kya hoga tera mera kya hoga 
hoye hoye kya hoga tera mera kya hoga
tera naam jaha bhi aaye
wahi meri najar jhuk jaye
tera naam jaha bhi aaye
wahi meri najar jhuk jaye
teri tamnna ji karta hai 
par milne se ji darta hai 
koi raaho mein jo aankhe bichhayega 
fir kya hoga tera mera kya hoga
haye haye kya hoga fir tera mera kya hoga
tu samne jab aata hai aalam hi ajab hota hai
tu samne jab aata hai aalam hi ajab hota hai
jaag uthati hai dil ki dhadkan 
badh jaati hai aur bhi uljhan 
koi najro se jo najre milayega
fir kya hoga tera mera kya hoga
haye haye kya hoga fir tera mera kya hoga
kabhi deewana dil bittu pe jo aayega
fir kya hoga tera mera kya hoga
hoye hoye kya hoga tera mera kya hoga

Song details

Song video

Watch on YouTube