Roman script

kabhi dil se kam mohabbat kabhi dil se kam mohabbat

na hui na hai na hogi, na hui na hai na hogi

hume aapse shikayat hume aapse shikayat

na hui na hai na hogi

hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai

hume aap mil gaye hai ke jahan mil gaya hai

ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat

ye dilo ki hai hukumat yaha dil hai dil ki kimat

kabhi pyar me bejarat na hui na hai na hogi

kisi aur ki ye kismat na hui na hai na hogi

tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare

tumhi shab ke chand taare tumhi subah ke najaare

jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya

jaha apne dil ne chaha wahi humne sar jhukaya

kabhi is tarah ibadat na hui na hai na hogi

is dil me aisi chahat na hui na hai na hogi

Explore this song