Roman script

kabhi dil hansne lage kabhi dil roye 

kabhi dil aahe bhare baat na hoye 

jhuki teri nazro me mera dil khoya hai 

dil tujhe de raha hai sada 

kabhi dil hansne lage kabhi dil roye 

kabhi dil aahe bhare baat na hoye 

kahi bhi na jao mere paas aao 

jawa dhadkano ki sada suno to zara 

meri baat mano mere dil ko jano 

nahi tum khfa ho kaho dilruba 

har ada me teri hai wafa 

kabhi dil hansne lage kabhi dil roye 

kabhi dil aahe bhare baat na hoye 

ho hua main diwana sabhi ne ye jana 

mujhe pucha yaaro ne tujhe kya hua 

samjh me na aaya nahi kuch bataya 

chupaya tha fir bhi pata chal gaya 

kya kahu pyar na chup saka 

kabhi dil hansne lage kabhi dil roye 

kabhi dil aahe bhare baat na hoye 

jhuki teri nazro me mera dil khoya hai 

dil tujhe de raha hai sada 

kabhi dil hansne lage kabhi dil roye 

kabhi dil aahe bhare baat na hoye

Explore this song