Roman script

tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata

ho raha hai juda dono ka rasta

dur jake bhi mujhse, tum meri yado mai rehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna 

kabhi alvida na kehna 

jitni thi khushiya sab kho chuki hai

bas ek gham hai ki jata nahi

samjha ke dekha behla ke dekha 

dil hai ki chain isko aata nahi, aata nahi

aansu hai ki hai angare, aag hai kab aankho se behna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna 

kabhi alvida na kehna 

rut aa rahi hai rut ja rahi hai 

dard ka mausam badla nahi

rang yeh halka itna hai gehra 

sadiyo me hoga halka nahi, halka nahi

kaun jane kya hona hai, hamko hai abb kya kya sehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna 

kabhi alvida na kehna 

tumko bhi hai khabar, mujhko bhi hai pata

ho raha hai juda dono ka rasta

dur jake bhi mujhse, tum meri yado mai rehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

kabhi alvida na kehna, kabhi alvida na kehna

kabhi alvida na kehna

Explore this song