Roman script

kal yaadein yeh hum taaja rakhenge

kisi botal puraani mein

aur kholenge isse bas thoda thoda

khushi ya viraani mein

aur phone karenge hum bas match ke din

bhais karenge kaisa khela sachin

phir bolenge rakhate huye

kabhi aana aana kabhi aana aana  

bhaabhi ko leke ghar pe mere tu

kabhi aana na kabhi aana aana  

kahaan gum gaya hai bhaayi mere tu

kal hum kahenge dukhh kal ka

jhute se thahaako mein

kal hum sunenge shor apna

apne hi sannato mein

saathi honge dvds play stations

dhundenge life ka ri rewind button

aur bolega sheesha hamein

dikha na na dikha na na  

hey utana sa chehara dar pe mere tu

kabhi aana aana kabhi aana aana  

dukhata hai dil dekh tujhe yun

kyonki akelapan hai iss shehar ka naya bukhaar

har nukkaad gali baazaar par kar raha intzaar

roj chikhati hawaan sab khabar le jaaye

aur tv hata

gaye na hote saath mare na hote

toh kyun kehta tujhe yeh haal samajha 

kabhi aana aana kabhi aana aana 

bhaabhi ko leke ghar pe mere tu

kabhi aana aana kabhi aana aana 

kahaan gum gaya hai bhaayi mere tu

dikha na na dikha na na   

hey utana sa chehara dar pe mere tu

kabhi aana aana kabhi aana aana      

dukhata hai dil dekh tujhe yun

kabhi aana aana kabhi aana aana    

jab har koyi dega tujhe gaali

kabhi aana na kabhi aana aana     

jab chaahenge koyi haath bajaane ko taali

Explore this song