Roman script
kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain jab se ham ko mohabbat huyi hai jab se ham ko mohabbat huyi hai ham sirf mohabbat karte hain sirf mohabbat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain jab se ham ko mohabbat huyi hai jab se ham ko mohabbat huyi hai ham sirf mohabbat karte hain sirf mohabbat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain tumhe dekhte hain toh chalati hain saanse tum na milo toh machalti hain saanse tumhe dekhte hain toh chalati hain saanse tum na milo toh machalti hain saanse idher bhi sanam bas yahi bura haal hai tanha rahe to jalti hain saanse kabhi yeh na puchna ham kitna tumpe marte hain kabhi yeh na puchna ham kitna tumpe marte hain tere sang jab se jeene lage hain tere sang jab se jeene lage hain ham sirf tumhi pe marte hain sirf tumhi pe marte hain kabhi yeh na puchna ham kitni mohabbat karte hain hame apne dil me kahi tum chhupa lo kuchh duriya hain inhe bhi mita do hame apne dil me kahi tum chhupa lo kuchh duriya hain inhe bhi mita do chale aayenge ham baaho me teri hame abb kisi naam se tum bula lo kabhi yeh na puchna ham aur kya chaahat karte hain kabhi yeh na puchna ham aur kya chaahat karte hain yu hi hamesha chaaho hame tum yu hi hamesha chaaho hame tum ham sirf yeh chaahat karte hain sirf yeh chaahat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitani mohabbat karte hain kabhi yeh na puchna ham kitani mohabbat karte hain
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Naam Gum Jaayega (2005)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Praveen Bhardwaj
- Actor: Dia Mirza
- Actor: Rakesh Bapat
- Actor: Aryan Vaid
- Actor: Mandira Bedi
- Actor: Divya Dutta
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Sandeep Mehta
singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal
actor: Dia Mirza, Rakesh Bapat