Roman script

kabhi to meharba ho kar, bula le

kabhi to meharba ho kar, bula le

ye mahwash hum fakiron ki dua le

kabhi to meharba ho kar, bula le

kabhi to meharba ho kar, bula le

bula le

na jane phir ye rut aaye na aaye

na jane phir ye rut aaye na aaye

na jane phir ye rut aaye na aaye

jawa phulo ki kuch khushbu chura le

jawa phulo ki kuch khushbu chura le

kabhi to meharba ho kar, bula le

bula le

humari bhi sambhal jayegi halat

humari bhi sambhal jayegi halat

humari bhi sambhal jayegi halat

wo pahle apni julfe to sambhale

wo pahle apni julfe to sambhale

kabhi to meharba ho kar, bula le

bula le

nikalne ko hai wo mahtaab ghar se

nikalne ko hai wo mahtaab ghar se

nikalne ko hai wo mahtaab ghar se

sitaro se kaho najre jhuka le

sitaro se kaho najre jhuka le

kabhi to meharba ho kar, bula le

bula le

zamana to yunhi rutha rahega

zamana to yunhi rutha rahega

zamana to yunhi rutha rahega

chalo jalib unhe chal kar mana le

chalo jalib unhe chal kar mana le

kabhi to meharba ho kar, bula le

ye mahwash hum fakiron ki dua le

kabhi to meharba ho kar, bula le

bula le

Explore this song