Roman script

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

dil divana divane kaa kya aitbar

kya aitbar, kya aitbar

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

dil divana divane kaa kya aitbar

kya aitbar, kya aitbar

aaj mujhko laga baat kuchh hai jurur

pass kitne ho tum jab hue mujhse dur

bekarari hai kyon, yeh khumari hai kyon

kyon pareshan hai, kyon yeh armaan hai

tum kya gaye ho janam, sang le gaye bahar

tum kya gaye ho janam, sang le gaye bahar

dil divana divane kaa kya aitbar

kya aitbar, kya aitbar

sach kahu pyaar kya hai mai nahi janta tha

pyaar ki batein sach hai mai nahi manta tha

kya mujhe ho raha hai kya meraa kho raha hai

mujhko ehsaas hai kya meri pyaas hai

tu nahi pass mere, hai teraa intejaar

tu nahi pass mere, hai teraa intejaar

dil divaana divane kaa kya aitbar

kya aitbar, kya aitbar

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

kabhi socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar

dil divana divane kaa kya aitbar

kya aitbar, kya aitbar

kabhi socha naa tha maine

Explore this song