Roman script

ye bhi kya maje ki yaaro baat hain

jaha kayi jaaye ek raaj hain

kabhi kabhi jo naa socha ho gaya

milate milate kahi kuch kho gaya

yahi dil apna hairan huwa

kabhi ha ha hote hote naa huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

mano hamare yaar karna nahi tum pyaar

pyaar hawaon ka ye jhonka hain

khushiya mana hazar gam bhi hain beshumar

jo jo na socha yaha hota hain

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

baat hain sidhi sadhi sun le diwane abhi

phir tu na kehana kabhi kaha nahi

pyaar hain dhoka nahi phir bhi bharosa nahi

kuchh bhi hota hain kabhi pata nahi

kisi mode pe aake aisa huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

ye bhi kya maje ki yaaro baat hain

jaha kai jaaye raaj hain

kabhi kahi socha na woh ho gaya

milate milate kahi kuchh kho gaya

yahi dil apna hairan huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

kabhi ha ha hote hote na huwa

kabhi na na hote hote ha huwa

Explore this song