Roman script

kab yaad me tera sath nahi kab yaad me tera sath nahi

kab hath me tera hath nahi kab yaad me tera sath nahi

kab hath me tera hath nahi sat sukar ke apne rato me

sat sukar ke apne rato me ab hijr ki koi rat nahi

sat sukar ke apne rato me ab hijr ki koi rat nahi

mai jane wafa darbar nahi jaana munsab ki puchh kaha

mai jane wafa darbar nahi yaha man sabki puchh kaha

aashik to kisi ka nam nahi aashik to kisi ka nam nahi

kuchh ishk kisi ki jat nahi aashik to kisi ka nam nahi

kuchh ishk kisi ki jat nahi kab yaad me tera sath nahi

kab hath me tera hath nahi

jis dhaj se koi waqtal me gaya wo shan salamat rahti hai

jis dhaj se koi waqtal me gaya wo shan salamat rahti hai

ye jaan to ani jani hai ye jaan to ani jani hai

is jaa ki to koi bat nahi ye jaan to ani jani hai

is jaa ki to koi bat nahi kab yaad me tera sath nahi

kab hath me tera hath nahi

agar baji ishk ki baji hai jo chaho laga do dar kaisa

agar baji ishk ki baji hai jo chaho laga do dar kaisa

agar jit gaye to kya kahna agar jit gaye to kya kahna

hare bhi to baji mat nahi agar jit gaye to kya kahna

hare bhi to baji mat nahi kab yaad me tera sath nahi

kab hath me tera hath nahi sat sukar ke apne rato me

ab hizar ki koi rat nahi

Explore this song