Roman script

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

sab sukar ke apni raato mein

sab sukar ke apni raato mein

ab hijr ki koi raat nahi

sab sukar k apni raato mein

ab hijr ki koi raat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

mushkil hai agar halaat waha

dil baich aanain jaan deaain

mushkil hai agar halaat waha

dil baich aanain jaan deaain

dil walo kocha-e-jaa

kya aise bhi halat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

jis dhajh se koi maqtal mein gaya

wo shaan salamat rehti hai

jis dhajh say koi maqtal mein gaya

wo shaan salamat rehti hai

ye jaan to aani jani hai

is jaan ki to koi baat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

medaan-e-wafa darbaar nahi

yaan naam-o-nasab ki pooch kaha

medaan-e-wafa darbaar nahi

yaan naam-o-nasab ki pooch kaha

aashiq to kisi ka naam nahi

kuch ishq kisi ki zaat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

ye baazi ishq ki baazi hai

jo chahe laga do dar kaisa

ye baazi ishq ki baazi hai

jo chahe laga do dar kaisa

agar jeet gaye to kya kehna

hare bhi to baazi maat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

mushkil hai agar halaat waha

dil baich aanain jaan deaain

dil walo koocha-e-jannaan

kia aisay bhi halaat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

sab sukar ke apni raato mein

ab hijr ki koi raat nahi

kab yaad mein tera saath nahi

kab haath mein tera haath nahi

Explore this song