Roman script

ho chuka hai ye mere saath kitni baar

kyun ye ho raha hai, na chaahu phir bhi

ho chuka hai ye mere saath kitni baar

ab bhi ho raha hai, na chaahu phir bhi

main gaau phirati

kab talak, kab talak gaati main rahoon

aur kyun kab talak gaati main rahoon

kab talak, kab talak gaati main rahoon

aur kyun kab talak gaati main rahoon

ho gaya hai mujhko gaane se pyaar

ab bhi ho raha hai

main gaau dil se

ho gaya hai mujhko gaane se pyaar

ab bhi ho raha hai

main gaau dil se jo gaau tumhe milke

kab talak, kab talak gaati main rahoon

aur kyun kab talak gaati main rahoon

kab talak, kab talak gaati main rahoon

aur kyun kab talak gaati main rahoon

Explore this song