Roman script

kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par

ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par 

aao miljul kar banaye aaj ham aisa sama

khatm kar dale jo in khuni dahejo ka riwaj

kab talak nirdosh abla ko sataya jayenga

kab talak seeta ko sholo mein jalaya jayenga

ungaliya kab tak jamane ki uthegi ram par

ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par 

kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par

kyu bhala is baat se wakis nahi hai ye jaha

paas hai jo wo bhi aakhir hai kisi beti ki maa

jo pati hai bhai bhi to hai ki bahana ka wo 

nasle nau se naujwano se bujargo se kaho

chhod do vyapar karna shadiyo ke naam par 

ae watan walo ye lalat hai watan ke naam par 

kab talak dulhe chadhaye jayege nilam par

aaj se ye jum ki deewar dhaani hai hame

rasmo ye saudo ki rishto se mitani hai hame

funk do usko jalata hai kisi dulhan ko jo 

mangta hai jo us hath ko hi kaat do

us hath ko hi kaat do us hath ko hi kaat do

us hath ko hi kaat do

Explore this song