Roman script

kab jane anjane begane diwane 
yaha hum ek duje ke ho gaye
ho yaha hum ek duje ke ho gaye
bin soche bin samjhe kab aise
kaha hum ek duje ke ho gaye jane kaise 
kaha hum ek duje ke ho gaye
dekho tum bhi dekho kaliya kyu sharma rahi hai
dekho tum bhi dekho kaliya kyu sharma rahi hai
aisi kaise kaise bhawro ko tadpa rahi hai
mujhe tadpake dil se lagake phulo ne ye kaha
kaha hum ek duje me kho gaye
kab jane anjane begane diwane 
yaha hum ek duje ke ho gaye
kaha hum ek duje me kho gaye
tere tere mere pyar ka dusman jag hai sara
tere tere mere pyar ka dusman jag hai sara
tute ab na tute phulo sa sapna hamara
ab kya karega jalim jamana dil se dil mil gaya
acha yaha hum ek duje ke ho gaye
kab jane anjane begane diwane 
kaha hum ek duje me kho gaye
yaha hum ek duje ke ho gaye
kaha hum ek duje me kho gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle