Roman script

kab darshan doge saanwre 
kab darshan doge saanwre
mere naina bhail baabwre baabwre 
kab darshan doge saanwre 
kab darshan doge saanwre 
kab banje gi teri muraliya 
kab chhanke gi meri payaliya 
mere man ki likha do re kaliya 
mai to aai hun shyam teri galiya 
tujhe patiya likhon mna ki batiyan likhon 
kar na du mai tera babre saanwre saanwre saanwre 
kab darshan doge saanwre mere naina bhail baabwre
meri aankhiyon darsh ki piyasi
tum bin chhai man me udasi
tum to bai kanth ke wasi 
tere charnon ki mai hun dasi 
mere sapne pane sab sukde chane 
teri kripya to ho sab saware saanwre saanwre 
kab darshan doge saanwre kab darshan doge saanwre

Song details

Song video

Watch on YouTube