Roman script

kaatilana raat hai, raat me kuch baat hai

behke se jasbaat hai kaatilaana

dafn dil me raaz hai, khwaisho pe naaz hai

kya hasi halat hai kaatilaana

paas aa, seene laga ho dil ko de na saza

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

paas aa, seene laga khud ko de na saza

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

haan mujhpe na koi tauhmat laga

jaane kab de de niyat daga

mujhpe na koi tauhmat laga

jaane kab de de niyat daga

pyaasa hai eshaas dekho na dil ka mera

ha ha ha haa haa haa

tu abra banke baras ja na mujhpe zara

ha ha ha haa haa

jal raha hai badan, husn mein doob ja

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

zindagi mein zindagi ka le maza le le maza

makhmali si raat ki subah kabhi aaye na

saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na

makhmali si raat ki subah kabhi aaye na

saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na

saanson mein saansein mili 

jab toh chain aayein na

ha ha ha haa haaa

naaz jeene ka pal mein badal jaaye na

ha ha ha haa haaa

chu bhi le lab mere, zid na kar bewajah

zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza

zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza

Explore this song