Roman script

kash ek ba kabhi neend se uthkar tum bhi 
hizar ki raat mein kya hota hai 
kash ek bar 
raat chup chap dabi paanw chali jati hain 
raat khamosh hai roti bhi nahi hansti bhi nahi 
kash ek bar 
kaanch ka nila se gumbad hai uda jata hai 
khali kui koi bajra sa baha jata hai
hizar ki raat mein ye dekho kya hota hai
kash ek bar 
chand ki kiran mein wo roz kaale sam bhi nahi
chand ki chikani gali hai ke khuli jati hai 
aur sannaton ki ik dhul udi jati hai
kash ek bar 
kash ek ba kabhi neend se uthkar tum bhi 
hizar ki raat mein kya hota hai 
kash ek bar

Song details

Song video

Watch on YouTube