Roman script

kaash aisa koi manzar hota

kaash aisa koi manzar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

jama karta jo mein aaye huve sang

jama karta jo mein aaye huve sang

sar chhupane ke liye ghar hota

sar chhupane ke liye ghar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

is balandi pe bahut tanha hu

tanha hu bahut tanha hu

tanha, tanha 

is balandi pe bahut tanha hu

kaash mein sab ke barabar hota

kaash mein sab ke barabar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

usne uljha diya duniya mein mujhe

usne uljha diya duniya mein mujhe

warna ek aur kalandar hota

warna ek aur kalandar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

mera kanthe pe tera sar hota

kaash aisa koi manzar hota

Explore this song