Roman script

kaaravaan guzraa kiya 

hum rahaguzar dekha kiye

kaaravaan guzraa kiya 

hum rahaguzar dekha kiye

har qadam par naqshe paye 

raahbar dekha kiye

kaaravaan guzraa kiya 

aas jab chhaai, aas jab chhaai

ummide haath mal kar rah gai

dil ki nabze chhut gai 

aur chaar agar dekha kiye

dil ki nabze chhut gai 

aur chaar agar dekha kiye

kaaravaan

rukh meri jaanib nigaahe 

lutf dushman ki taraf

rukh meri jaanib nigaahe 

lutf dushman ki taraf

yun udhar dekha kiye 

goya idhar dekha kiye

yun udhar dekha kiye 

goya idhar dekha kiye

kaaravaan guzraa kiya 

dard madaane wafaa ki 

dard madaane wafaa ki 

hay re majaburiyaan

dard e dil dekha na jata tha 

magar dekha kiye

dard e dil dekha na jata tha 

magar dekha kiye

kaaravaan

tu kaha thi e ajal 

tu kaha thi 

tu kaha thi e ajal 

e na muraado ki muraad

marne waale raah teri 

umr bhar dekha kiye

marne waale raah teri 

umr bhar dekha kiye

kaaravaan guzraa kiya 

hum rahaguzar dekha kiye

hum rahaguzar dekha kiye

hum rahaguzar dekha kiye

Explore this song