Roman script

sakhi re kaahe kaanha mose, mose bolat naahi

sakhi re kaahe kaanha mose, mose bolat naahi

kaun jatan karun kaise manaaun

kaun jatan karun kaise manaaun

dwaar preet ke kholat naahi

sakhi re kaahe kaanha mose, mose bolat naahi

bolat naahi

ankhiyan kajra, kesh me gajra

kar solah singaar main haari

ankhiyan kajra, kesh me gajra

kar solah singaar main haari

paayal bajaai, kangan bajaya

paayal bajaai, kangan bajaya

nishthur man bhayo mero murari

sautan ho gayi mori baasuriya

adhar piya ke chhodat naahi

sautan ho gayi mori baasuriya

adhar piya ke chhodat naahi

kaase kahun main peed jiya ki

kaate kate na bain raina

kaase kahun main peed jiya ki

kaate kate na bain raina

main to baawri apne shyaam ki

un bin aaye mohe na chaina

nindiya aiso ruthi moh se 

nainan me fir lautat naahi

nindiya aiso ruthi moh se 

nainan me fir lautat naahi

kaun jatan karun kaise manaaun

kaun jatan karun kaise manaaun

dwaar preet ke kholat naahi

sakhi re kaahe kaanha mose, mose bolat naahi

mose bolat naahi

Explore this song