Roman script

kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras

jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas

tab tab paya banbas

kalyug tak chalti aayi hai satyug ki ye reet

sab kuch har chuke ho apna tab ram ki ho jeet

yug badle jag badla par badal na paya ye itihas

jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas

tab tab paya banbas

chhod ke apne mahal domahle jungle jungle firna

oro ke sukh chain ki khatir dukh sanakat me ghirna

hai yahi ram ke lekh ki rekha aa gaya ab vishwas

jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas

tab tab paya banbas

ram har ek yug me aaye par kaun unhe pahchana

ram ki pooja ki jag ne par ram ka arth na jana

takte takte budhe ho gaye dhari or aakash

jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas

tab tab paya banbas 

kam karodh or lobh ka mara jagat na aaya ras 

jab jab ram ne janam liya tab tab paya banbas 

tab tab paya banbas

Explore this song