Roman script

nazaron ke teer dama dum

ishq faqeer dama dum

ta na na dhoom dhoom

ta na na dhoom dhoom 

be-adaa aankhon ka hai

janaab daam kya yahan

bewajah baaton ka hai

janaab kaam kya yahan

be-adaa aankhon ka hai

janaab daam kya yahan

bewajah baaton ka hai

janaab kaam kya yahan

dil ka andaaz toh dekho

aaya naa baaz yeh dekho

aapko tarsaaya hai yun

aapne jaam bhar liya

kaale nainon ka, kaale nainon ka

kaale nainon ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale nainon ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale nainon ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaam kar gaya mujhko

badnaam kar gaya

kaam kar gaya tujhko

badnaam kar gaya

kaale nainon ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale nainon ka jaadu

wallah kaam kar gaya

ho aankhon se toh kaam hua hai

kaajal kyun badnaam hua hai

aankhon se toh kaam hua hai

kaajal kyun badnaam hua hai

aaja saiyaan nainan mein

tohe palak daap rakh loon

aaja saiyaan nainan mein

tohe palak daap rakh loon

naa main dekhun gair ko

naa tohe dekhan doon

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

ta na na dhoom dhoom

ta na na dhoom dhoom 

band darwaze hain

toot te vaade hain

aashiqui ke junoon mein

lute shehzaade hain

kahin laila mari hai

kahin majhnu thaga hai

shayaron ke shehar se

uthe afsaane hain

laila mari ho ya majnu thaga

(laila mari hai haaye majnu thaga)

are dunga kabhi na main tujhko daga

(dega kabhi na ye tujhko daga)

teri aashiqui meri deewangi hai

kyun tune li nazrein fira

haaye aashique haal toh dekho

bin piye chaal to dekho

aapko lalchaya hai yun

aapne daam bhar diya

kaale naino ka, kaale naino ka

kaale naino ka jaad

wallah kaam kar gaya

kaale naino ka jaad

wallah kaam kar gaya

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

tere naina naina, tere naina naina

tere naina naina, tere naina

tere naina naina, tere naina naina

tere naina naina, tere naina

tere naina naina, tere naina naina

tere naina naina, tere naina

tere naina naina, tere naina naina

tere naina naina, tere naina

ho nazar nazar se milegi

to sar jhuka legi

woh dilruba hai mera

imtehaan kya legi

use chiraag jalane ko mat kaha kijiye

woh apne husan se saara shehar jala degi

tere naina, tere naina,

tere kaale kaale naina

tere naina, tere naina,

tere kaale kaale naina

tere naina, tere naina,

tere kaale kaale naina

tere naina, tere naina,

tere kaale kaale naina

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

kaale naino ka jaadu

kaale naino ka jaadu

wallah kaam kar gaya

Explore this song