Roman script

kale kale badal jab bhi chhayenge
ye din pyare pyare yad aayenge
kale kale badal jab bhi chhayenge
ye din pyare pyare yad aayenge 
o gori kya boli man ki bina chhedi re
o gori kya boli are man ki bina chhedi re
gun gun karte bhanware jab bhi gayenge
ye din pyare pyare yad aayenge
kale kale badal jab bhi chhayenge
ye din pyare pyare yad aayenge 
mithe jharne ka pani chhede nayi si kahani
mithe jharne ka pani chhede nayi si kahani
wadiyo pe laga panchhiyo ka mela 
mujh se puchhe ghadi ghadi ye suhani bela
tere sath hai ye kaun albela albela 
o gori kya boli man ki duniya doli re
o gori kya boli are man ki bina chhedi re
mausm ye bahare jab fir aayenge
ye din pyare pyare yad aayenge
kale kale badal jab bhi chhayenge
ye din pyare pyare yad aayenge 
kajal bhed tera khole bindiya chupke se ye bole
kajal bhed tera khole bindiya chupke se ye bole
hai hsina tu thodi si diwani
dil hi dil mein ye soche fija mastani
hogi kiske khwabo ki rani tu rani
milate hai jo sathi yad nahi unki jati
milate hai jo sathi yad nahi unki jati
hum chahe jaha bhi chale jayenge
ye din pyare pyare yad aayenge
kale kale badal jab bhi chhayenge
ye din pyare pyare yad aayenge 
o gori kya boli man ki bina chhedi re
o gori kya boli are man ki bina chhedi re
gun gun karte bhanware jab bhi gayenge
ye din pyare pyare yad aayenge

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suresh Wadkar, Sadhna Sargam