Roman script

kala jadu kala jadu kala jadu kala jadu 

raku bhai ye sab kya ho raha hai bhai

sab ulta pulta ho raha hai bhai

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya

lekin bhai apun pakde gaye to

barah kya chubis mulko me apna darr hai sab dilo me

don hai apun bol kya samjha, kya

apni bhi to photo voto tv fm pe dikha do

ho jayenge kitne me fana, kya

abhi lathi kha ke jail me ja ke gandhigiri karenge

abhi lathi kha ke jail me ja ke gandhigiri karenge

duniya ko bhi do tukdo me aadha aadha karenge

duniya ko bhi do tukdo me aadha aadha karenge

to jao dilli ye bate bhi sansad me uthao re

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya

chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya

its black magic hands up, hands up 

arre baap re, abhi kya hoga

sun be chhote dil pe mat le mauka hai abhi bhi wat le

game nahi ye sabke bas ka, kya

khenche shaana yahu boxer aayenge jab get together

phat jayegi sab ki yaha, kya

iss ko todo uss ko phodo soch voch ke kya karna

iss ko todo uss ko phodo soch voch ke kya karna

bhaigiri ka licence do ya yahi pe denge hum dharna

bhaigiri ka licence do ya yahi pe denge hum dharna

hosh me aane se pehle phir do dam aur lagao re

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

aadha bheja so gaya re aadha bheja so gaya

aadha bheja so gaya re aadha bheja so gaya

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

kala jadu ho gaya re kala jadu ho gaya

chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya

chhote ab to tu gaya re chhote ab to tu gaya 

its a black magic baby

Explore this song