Roman script

kuch baate ankahi si kehni hai

dil mein dabi sab kehni hai

mere yaar mere yaar

kitni raaton ki woh baatein hain

barsaton ki woh raatein hain

mere yaar mere yaar

wo dooriyan hai jo mitani hai

dil ki sabhi baatein batani hai

mere yaar mere yaar mere yaar

kya karu kaise kahu kya karu kaise kahu

kya karu kaise kahu kya karu kaise kahu

muskurahatein wo chehre pe wo lafzo ki kami

na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi

ye khwabo ki lakeere jo dil ko ek kare

tere ashko ki kataaron mein yeh dil mera ruka

chand raato main khuda ye dil tere bin na laga

ye dil ki dabi sabhi ye baate kaise kahu

kaise kahu kya karu kaise kahu kya karu

muskurahate wo chehre pe wo lafzo ki kami

na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi

ye khwabo ki lakeere jo dil ko ek kare

ye lafzo ki khamoshiya yu kyu hai

dil mera yu kyu mazboor hai mere yaar mere yaar

jo lamhe saath guzaare hai

kasam se bahut woh pyare hai mere yaar mere yaar

ye teri aankho ka suroor hai

dil ko de sukoon hai mere yaar mere yaar

har pal tere sang yun hi rehna hai

kasam se yu hi bas rehna hai

mere yaar mere yaar

wo dooriyan hai jo mitaani hai

dil ki sabhi baate batani hai

mere yaar mere yaar

kya karu kaise kahu kya karu kaise kahu

kya karu kaise kahu kya karu kaise kahu

muskurahatein wo chehre pe wo lafzo ki kami

na jaane kaisi mohabbat tu dil se hai judi

ye khwabo ki lakeere jo dil ko ek kare

tere ashko ki kataaro mein ye dil mera ruka

chand raato main khuda ye dil tere bin na laga

ye dil ki dabi sabhi ye baate kaise kahu

kitni rato ki wo bate hai barsato ki wo bate hai

taaro ke shehar mein dabi sabhi wo baate hai

ab dil se sabh main kahu ha main kahu sab main kahu

ha main kahu sab main kahu ha main kahu

ha main kahu sab main kahu ha main kahu sab main kahu

Explore this song

Song video

Watch on YouTube