Roman script

kahe sharmaye gori din ye suhana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

kahe sharmaye gori din ye suhana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

chhod  ke ab ye char diwari piya ghar jane ki karle taiyari

chhod  ke ab ye char diwari piya ghar jane ki karle taiyari

itna guman karo na meri pyari

aaj iski bari to kal teri bari itna guman karo na meri pyari

aaj iski bari to kal teri bari jiwan me ek bar to ye din aana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

kahe sharmaye gori din ye suhana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

ghunghat me chand sa mukhda chupaye

baithi hai gori dekho naina jhukaye

ghunghat me chand sa mukhda chupaye

baithi hai gori dekho naina jhukaye

yad abhi se kisi ki sataye ha ye sakhiyo se kaise bataye

yad abhi se kisi ki sataye ha ye sakhiyo se kaise bataye

piya se milne ko dil diwana hai

piya se milne ko dil diwana hai

are aaj nahi to kal piya ghar jana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

kahe sharmaye gori din ye suhana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

aaj nahi to kal piya ghar jana hai

Explore this song