Roman script

kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh 

babul more kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh 

baba ji bole chhuti atariya 

maayke se jari chhuti dagariya 

maayke se jari chhuti dagariya 

chhod chali pardesh  

chhod chali pardesh  

babul more kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh 

na sang ho koi saheli 

bachpan ki sathi sath kheli 

bachpan ki sathi sath kheli 

jo jaye anjaane desh 

jo jaye anjaane desh 

babul more kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh 

? mile doli sajaye 

saajn more lene ko aaye 

saajn more lene ko aaye 

main to chali pardesh 

main to chali pardesh 

babul more kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh 

chunti hui main aasha ki kaliya 

chhod chali apne maayke ki galiya 

chhod chali apne maayke ki galiya 

le ke chale hai bidesh balma 

le ke chale hai bidesh

le ke chale hai bidesh balma 

le ke chale hai bidesh

babul more kaahe ko byaahi bidesh 

kaahe ko byaahi bidesh

Explore this song