Roman script

kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

legi kitno ki jaan chhoriye ye mela do din ka

kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

ja-ja dor na dhar chhorva ye mela do din ka

kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

jara sun-sun are ja-ja-ja

jara sun-sun are ja-ja-ja

chal thamak thamak jara thamak thumak 

o jara sun-sun are ja-ja-ja

o jara sun-sun are ja-ja-ja

teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaja

paiya ham nahi padne wale marji hai to aaja

bada aaya dildar chhorva ye mela do din ka

ja-ja dhor na dhar chhorva ye mela do din ka

kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

dekh jara ye kali-kali julfo ki janjire

bandhi hui hai inme tere jaiso ki taqdire

lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka

lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka

kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

lyrics typed by : priya bhati

Explore this song