Roman script

kabul ki main naar, meri aankhe rasili katar

jara aankh se aankh mila le piya mausam majedaar

jara aankh se aankh mila le wallah, ho wallah, ho wallah

mausam majedaar

hey hey hey 

husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar

par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar

wai aaya hai badi dur se ya khush ho 

ya khush ho ya khush, pyar ka bimar

pila de nigaho ke jaam, aur le le ye dil ka badam

in hotho pe subah sham, rahta hai tera hi naam 

kahti hai mast bahar, meri uljhi lat ko sanwar

mohe pyar ke rang me rang de piya mausam majedaar

mohe pyar ke rang me rang de wallah, ho wallah, ho wallah

mausam majedaar, hey hey hey 

husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar

husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar

par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar

wai aaya hai badi dur se ya khush ho 

ya khush ho ya khush, pyar ka bimar

bhure rangile nawab mera ye kaisa shabab

are kahta hai dil ka rabab duniya badi hai kharab

rup ke lobhi hazaar bhala kise karu aitbaar

mujhe apne dil me chhupa le piya mausam majedaar

mujhe apne dil me chhupa le wallah, ho wallah, ho wallah

mausam majedaar

husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar

husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar

par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar

wai aaya hai badi dur se ya khush ho 

ya khush ho ya khush, pyar ka bimar

Explore this song