Roman script

kaabe me raho ya kaashi me ha

nisbat to usi ki zaat se hai ha

tum raam kaho ke rahim kaho

matalab to usi ki baat se hai

matalab to usi ki baat se hai

ye masjid hai wo butkhaana

ye masjid hai wo butkhaana

chaahe ye maano chaahe wo maano

chaahe ye maano chaahe wo maano

maano ye maano chaahe wo maano

ye masjid hai wo butkhaana, chaahe ye maano chaahe wo 

maano bhaimaksad to hai dil ko samajhana

maksad to hai dil ko samajhana

maano ye maano chaahe wo maano

ye masjid hai wo butkhaana, ye masjid hai wo butkhaana

maksad to hai dil ko samajhana

maksad to hai dil ko samajhana

ye masjid hai wo butkhaana maksad to hai dil ko samajhana

chaahe ye maano chaahe wo maano

chaahe ye maano chaahe wo maano

ha ye shekh-o-brahaman ke jhagde

ha ye shekh-o-brahaman ke jhagde sab nasamajhi ki baate hai 

ha ye shekh-o-brahaman ke jhagde jhagde jhagde jhagde

ha ye shekh-o-brahaman ke jhagde sab nasamajhi ki baate hai 

sab nasamajhi ki baate hai 

hamne to hai bas itna jaana, bhai hamne to hai bas itna jaana

chaahe ye maano chaahe wo maano

gar jazb-e-muhabbat saadik ho

gar jazb-e-muhabbat saadik ho har dar se muraade milti hai 

gar jazb-e-muhabbat saadik ho har dar se muraade milti hai 

mandir se muraade milti hai, masjid se muraade milti hai 

kaabe se muraade milti hai, kaashi se muraade milti hai 

gar jazb-e-muhabbat saadik ho har dar se muraade milti hai 

har ghar hai usi ka kaashana, bhai har ghar hai usi ka kaashana

chaahe ye maano chaahe wo maano

har ghar hai usi ka kaashana

ye masjid hai wo butkhaana maksad to hai dil ko samajhana

hamne to hai bas itna jaana

ye masjid hai wo butkhaana maksad to hai dil ko samajhana

ye masjid hai wo butkhaana maksad to hai dil ko samajhana

chaahe ye maano chaahe wo maano

chaahe ye maano chaahe wo maano

chaahe ye maano chaahe wo maano

chaahe ye maano chaahe wo maano

Explore this song