Roman script

are khulke khel khilane ke 

bin aaye daat dikhaane ke 

are geet gun gunaane ke 

are dam dam dholl bajne ke 

jhilmil jhilmil taaro waali raat jagmgaaye 

jhilmil jhilmil taaro waali raat jagmgaaye 

din aaye bhayiya din aaye 

din aaye bhayiya din aaye 

are kaa mahto, are haa mahto

are kaa mahto, are haa mahto

are bolne batiyaane ke, nazar ke pench ladaane ke

gale se lag jane ke, sarmaani marjaane ke 

hva dil ke baith jaake saare, dil dil se lagaane ke 

dil ke baith jaake saare,dil dil se lagane ke 

din aaye bhayiya din aaye 

din aaye bhayiya din aaye 

are kaa mahto, are haa mahto

are kaa mahto, are haa mahto

tole mein hoga ab ujaala 

khul jayega kismat ka tala 

apna sarucha taad ke jaisa 

kaata unko chubhe, babool wala 

are kaa mahaato, are haa mahaato

are kaa mahaato, are haa mahaato

haan soch naa tha aisa din aayega 

raayi tha jo parwat ban jayega 

are jhuk jhuk ke kal jo salam kiya wo 

are jhuk jhuk ke kal jo salam kiya wo

tan tan ke aage nikal jaayega 

are waah mahto aa,are wahh mahato 

sajni aur sajane ke, ittar mahkaane ke 

chedne sataane ke, are rutho ko manane ke 

are puram maashi ratiya me lightwa jalaane ke 

are puram maashi ratiya me lightwa jalaane ke

din aaye bhayiya din aaye 

din aaye bhayiya din aaye 

din aaye din aaye din aaye re, din aaye din aaye din aaye re

Explore this song