Roman script

aye tumse mili toh pyar ka seekha hai ka kha ga gha

aye! samjhao na, kyun pyar ka ulta hai ka kha ga gha

kyun jo dard de tadpaye bhi lagta hai pyara woh hi

kyun toote yeh dil dehlaaye dil kabhi

tairne ki jo koshishein kare kaahe doob jaata hai

sab bhula ke jo doob jaaye kyun woh tair paata hai

woo joh har khel mein jeeta yahan, dilbar se hara wohi

kyun, toote yeh dil, dehlaaye dil kabhi

aye! tumse mili toh pyar ka seekha hai ka kha ga gha

aye! samjhao na kyun pyar ka

ulta hai ka kha ga gha hey tarap! tara pa

hey tarap tara pa pa pa pa pa hey

dhat teri iski hai saza kubool ho jise

yahan wohi wohi bari hua hai ispe jo mukadmaa kare

aji wahi wahi mara hai batao kyun, is jail se

bhaaga hai jo dobara lauta woh bhi

kyun toote yeh dil ddehlaaye dil kabhi

aye! tumse mili toh pyar ka

seekha hai ka kha ga gha

aye! samjhao na, kyun pyar ka

ulta hai ka kha ga gha.

Explore this song