Roman script

junun ki yaad manao ke jashn ka din hai

junun ki yaad manao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

junun ki yaad manao

tamije rahbaro rahjan karo na aaj ke din

tamije rahbaro rahjan karo na aaj ke din

har ek se hath milao ke jashn ka din hai

har ek se hath milao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

junun ki yaad manao

bahut ajij hai lekin sisakta dil yaaro

bahut ajij hai lekin sisakta dil yaaro

tum aaj yaad na aao ke jashn ka din hai

tum aaj yaad na aao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

junun ki yaad manao

wo shorshay ghame dil jiski lay nahi koi

wo shorshay ghame dil jiski lay nahi koi

gazal ki dhun me sunao ke jashn ka din hai

gazal ki dhun me sunao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

salibodar sajao ke jashn ka din hai

junun ki yaad manao ke jashn ka din hai

jashn ka din hai, jashn ka din hai

jashn ka din hai, jashn ka din hai

jashn ka din hai, jashn ka din hai

Explore this song