Roman script

junoon hai junoon hai

kam kam kam kamleya jaane jaane jaane janiye na

tham tham tham thameye na junoon hai

din din bin gin badeya jal jal jal jale jaleya

chal chal chal chale chaleya junoon hai

junoon hai pre-chorus

raah se rubaroo ho jaaniya 

cheer de aasaman ko o maahiya

na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke zamaane se aa junoon hai

na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke zamaane se aa junoon hai

na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke tu challe mahiya junoon hai na darna bahane se

na kisi ki manmani se lad lad ke zamaane se aa

junoon hai junoon hai

chham chham gagariya jo phooti karle koshish hogi poori

keh de raste mein jo bhi hat jaye jaye jaye

chahe chadar hogi choti jaise chahe poori hogi

chali toofani sapno ki udi saye saye saye

dham dham dil ki boli boli khuliya aafaton ki toli

sun sun suneya na logon ki bole bye bye bye

cham cham gagariya jo phooti maare mann maare chikoti

gilli tod ke nikali goli

chali dhaen dhaen daen

raah se rubaroo ho jaaniya cheer de aasaman ko

o maahiya na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke zamaane se aa junoon hai

na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke zamaane se aa junoon hai

na darna bahane se na kisi ki manmani se

lad lad ke tu challe mahiya

junoon hai na darna bahane se

na kisi ki manmani se lad lad ke zamaane se aa

junoon hai junoon hai

junoon hai junoon hai

chham chham gagariya jo phooti

karle koshish hogi poori junoon hai

keh de raste mein jo bhi hat jaye jaye jaye

raah se rubaroo junoon hai

cheer de aasaman ko o maahiya

Explore this song