Roman script

jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar

jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar

woh jeet gaya jeet gaya jeet gaya mere yaar

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

hun ya mujhko diwana bana

ya mera diwana ban ja

shama ban ja parwana ban ja

teer ban ja ya nishana ban ja

aa mere aa mere aa mere dildar

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

dosto ki mehfil me dushmano ka kaam kya

dushmano ki mehfil me dosto ka kaam kya

aapka hai naam kya boliye sarkar

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar

jung ho ya pyar kar gaya jo pehla waar

woh jeet gaya jeet gaya jeet gaya mere yaar

woh jeet gaya jeet gaya jeet gaya mere yaar

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

ek do teen char bijali chamki jamuna paar 

ek do teen char bijali chamki jamuna paar

Explore this song