Roman script

jeem pesh vaaw laam ek naam julia

ae sheen ek khaaf hum gulaam julia

pal pal bhaara bhaara jagrati julia

uff uff chhappan churiyaan barsati julia

julia jaye jaye re kahan kahan yahan wahan

saara jahan kahan kahan julia jaye jaye re

kahin kabhi kabhi kahin saari zamin

patjhad ki paali julia zalzale ki saali julia

har pal kamali julia re ja bagwali julia julia

julia julia julia oh julia ba ba ba bam

miss julia ba ba ba bam oh julia ba ba ba bam

miss julia ba ba ba bam tune jaan ko jind ko choo liya

hame teri gulami kaboliya tune jaan ko jind ko choo liya

hame teri gulami kaboliya tu hi aaka hai wasoliya

tu hi aaka wasoliya oh julia ba ba ba bam

miss julia ba ba ba bam oh julia ba ba ba bam

miss julia

kabhi zid pe aayi atak gayi kahin rain hove latak gayi

kabhi zid mein aayi to atak atak gayi

kahin raain hote hi latak latak gayi

tu hi jaan hai julia tu hi jind hai julia

tu kamaal hai julia bemisaal hai julia

tu nahin to jeena tu nahin to jeena fajuliya

yak do sau jahano julia ba ba ba bam

oh julia ba ba ba bam oh julia ba ba ba bam

oh julia

har jash pe tamasha hayrati talwaar ki dhaar pe tairati

har jash mein tamasha yaar hayrati

talwaar ki dhaar pe paar tayrti

tu hi jaan hai julia tu hi jind hai julia

zard khaal hai julia cheeta chaal hai julia

tu nahin to jeena tu nahin to jeena fajuliya

one two three four oh julia ba ba ba bam

oh julia ba ba ba bam

oh oh oh julia ba ba ba bam

miss julia ba ba ba bam

oh julia ba ba ba bam

hey miss julia ba ba ba bam

jeem jeem seen seen udke udke jab bhi 

jab bhi utregi julia sar sar se se aandhi aandhi

jaisi jaisi guzregi julia be be te te

chharre chharre jaisi jaisi  chhutegi julia

de de re re bijli bijli jaisi jaisi 

tutegi julia julia jaye jaye re

kahan jahan yahan wahan saara jahan kahan kahan

julia jaye jaye re kahin kabhi kabhi kahin

saari zamin zamin zamin

patjhad ki paali julia zalzale ki saali julia

har pal kamali julia re ja bagwali julia julia

julia julia julia oh julia ba ba bam

miss julia ba ba bam bam bam

Explore this song