Roman script

julfo ko aap yu na sawara karo 

ishq warna kisi din behek jayega

najaro se aap yu na ishara karo 

husn warana kisi din behek jayega

najaro se aap yu na ishara karo

jaha bhi jab bhi najar aate ho 

gajab karate ho sitam dhate ho

to kaun kehata hai ke aap 

chhup chhupake najara karo

to kaun kehata hai ke aap 

chhup chhupake najara karo

julfo ko aap yu na sawara karo 

ishq warna kisi din behek jayega

najaro se aap yu na ishara karo

tumhare liye to mohabbat hogi 

hamare liye wo kayamat hogi

jo pyar karna hai to 

rang bhi khushi se gawara karo

jo pyar karna hai to 

rang bhi khushi se gawara karo

najaro se aap yu na ishara karo 

husn warana kisi din behek jayega

julfo ko aap yu na sawara karo

ye halat dekho hui jati hai 

na chain aata hai na hay na nind aati hai

jo hal hai tumhara wo hal na hamara khudara karo

jo hal hai tumhara wo hal na hamara khudara karo

julfo ko aap yu na sawara karo 

ishq warna kisi din behek jayega

najaro se aap yu na ishara karo 

husn warana kisi din behek jayega

julfo ko aap yu na sawara karo

Explore this song