Roman script
Kaisi ye judai hai Aankh bhar meri aayi hai Mera dil doob raha Issey bas doobne do Yeh pehli baar hua Ye kyu ehsaas hua Mera dil toot raha Issey bas tootne do hmmm hmmm… Mujhe ab bas rone do Iss gham ko behne do Ye saath jo toot raha Issey aaj chhotne do Kaisi ye judai hai Aankh bhar meri aayi hai Mera dil doob raha Issey bas doobne do Aa… aa… Ik baat satati hai Jab teri yaad aati Kyun mujhse rooth gaya Jaane kyun roor gaya Yeh pehli baar hua Ye kyu ehsaas hua Jaane anjaane kyun mujhe tumse pyaar hua Hans-hanste rota hoon Rote rote hansta hoon Phir khudse kehta hoon Jo hona tha ho hi gaya
Song details
- Singer: Falak Shabir
- Film / album: I Love New Year
- Composer: Falak Shabir
- Lyricist: Falak Shabir
cast: Sunny Deol, Kangana Ranaut
language: Hindi