Roman script

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

yaad aaya tha bichhadna tera

yaad aaya tha bichhadna tera

yaad aaya tha bichhadna tera

phir nahin yaad, ke yaad aaya

phir nahin yaad, ke yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

jab koi zakhm bhara, daag bana

jab koi zakhm bhara, daag bana

jab koi zakhm bhara, daag bana

jab koi bhool gaya, yaad aaya

jab koi bhool gaya, yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

aisi majburi ke aalam mein faraz

aisi majburi ke aalam mein faraz

aisi majburi ke aalam mein faraz

yaad aaya to bhi, kya yaad aaya

yaad aaya to bhi, kya yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

aaj kya jaaniye, kya yaad aaya

jo bhi dukh yaad na tha, yaad aaya

Explore this song