Roman script

jo julm kiye tune unka badla chukana hai ho 

jo julm kiye tune unka badla chukana hai

tab tera jamana tha tab tera jamana tha 

ab mera jamana hai 

jo julm kiye tune unka badla chukana hai ho

jo julm kiye tune han tune ho tune 

tere kard ujad gya hasta basta ghar mera 

tere kard ujad gya hasta basta ghar mera 

mere dushmno me to sabse upar naam hai tera

jis jagah wp pahuche hai jis jagah wo pahuche hai 

tumhe wahi pahuchana hai

jo julm kiye tune unka badla chukana hai 

jo julm kiye tune han tune ho tune 

jo na kisi ka hua abhi tak tera hashar vo hoga 

are jo na kisi ka hua abhi tak tera hashar vo hoga

duniya vale log dekhkar karenge tauba tauba

janmo tak yaad rahega janmo tak yaad rahega

vo sabak sikhana hai 

jo julm kiye tune unka badla chukana hai

tab tera jamana tha tab tera jamana tha 

ab mera jamana hai 

jo julm kiye tune unka badla chukana hai ho

jo julm kiye tune han tune ho tune

Explore this song