Roman script

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

kyu kar hua

do jagah wo janeja kyu kar hua

do jagah wo janeja kyu kar hua

shaikh sahab ka ye kahna hai 

ke wo masjid me the 

aur saki ki gawahi hai 

ke maykhane me the 

shaikh sahab ka ye kahna hai 

ke wo masjid me the 

aur saki ki gawahi hai 

ke maykhane me the 

to sawal ye paida hota hai

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

do jagah wo janeja, wo janeja kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

dil tadapta hai hamare ishq me 

kahte ho tum, ye bhi kahte ho ke hum

dil ko churakar le gaye

dil tadapta hai hamare ishq me 

kahte ho tum, ye bhi kahte ho ke hum

dil ko churakar le gaye

dil aapka dil

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

do jagah wo janeja, wo janeja kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

koi bhi katil nahi mera agar, mera agar

koi bhi katil nahi mera agar, mera agar

fir ye katle nagwah kyu kar hua

fir ye katle nagwah kyu kar hua

dhua utha to kahi aag bhi lagi hogi

gala kata to chhuri bhi koi chali hogi

huzur aap sabhi mere dost hai lekin

koi to hoga jise mujhse dushmani hogi

are koi to hoga jise mujhse dushmani hogi, kyoki

koi bhi katil nahi mera agar, mera agar

koi bhi katil nahi mera agar, mera agar

fir ye katle nagwah kyu kar hua

fir ye katle nagwah kyu kar hua

aashiqo se puchhne aaye hai wo aaye hai wo

aashiqo se puchhne aaye hai wo aaye hai wo

unse katil ka guma kyu kar hua

unse katil ka guma kyu kar hua

julf janjir thi, har najar teer thi

jism lahka hua, rang bahka hua

aankh shole ki lau, saans bijli ki daud

ab ruo ki shama, dushman-e-kul ho ja

har thirakti ada ek paya me kaza

har thirakti ada ek paya me kaza

har thirakti ada ek paya me kaza

fir bhi dekhe koi unki ye sadgi

are aashiqo se puchhne aaye hai wo aaye hai wo

aashiqo se puchhne aaye hai wo aaye hai wo

unse katil ka guma kyu kar hua

unse katil ka guma kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

jo yaha tha wo waha kyu kar hua

Explore this song