Roman script

jo waqt pe kam aa jaye aji wahi sahara achha hai

agar bura na mano arz karu motar se khatara achha hai

humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai

jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai

jo waqt pe kam aa jaye

aji hum to karte hai sewa sewa ka milta hai mewa

kuch aur samjh baithi ho tum kismat ka sitara achha hai

humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai

jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai

jo waqt pe kam aa jaye

ye mard khusamad karte hai aurat ka chamcha bante hai 

chhakada aage motar pichhe ye nazara achha hai 

humse bate karne ko to motar ka sahara achha hai

jaha ladki dekhi fisal gaye ye shok tumhara achha hai

jo waqt pe kam aa jaye

mardo ke bina madam pyari chalti nahi aurat ki gadi

ek hath se tali bazti nahi

Explore this song