Roman script

har chahne wale ko pehchanti hoon main
kis kiske dil mein kya hai yeh bhi janti hoon main
jo tu kahe jo tu kahe toh main pol teri khol du
jo tu kahe toh main pol teri khol du
tere raaz main tere raaz main jamane ko bol du
tere raaz main jamane ko bol du
jo tu kahe toh main pol teri khol du  
jo tu kahe toh main pol teri khol du  
sath saal ki umar mein ki hai inhone chauthi shadi  
sath saal ki umar mein ki hai inhone chauthi shadi  
sola saal ki dulhan ghar mein bees ki shahabajadi
jo tu kahe keh du toh main pol teri khol du
jo tu kahe toh main pol teri khol du
muh mein inke ram ram hai chhuri bagal mein rakhe  
muh mein inke ram ram hai chhuri bagal mein rakhe  
ahinsa ke param pujari mulk musallam chakke
jo tu kahe keh du jo tu kahe toh main pol teri khol du 
jo tu kahe toh main pol teri khol du
kahin bhala manus dekhe toh dale usape fanda  
kahin bhala manus dekhe toh dale usape fanda  
sidhi sadhi surat inki lekin unka dhanda
jo tu kahe hay hay jo tu kahe toh main pol teri khol du
tere raaz main jamane ko bol du
tere raaz main jamane ko bol du
jo tu kahe toh main pol teri khol du  
pol teri khol du pol teri khol du
jo tu kahe toh main pol teri khol du  
jo tu kahe toh main pol teri khol du

Song details