Roman script
chalta pahiya chalne de ruka faisla hone de ek hausla jalti sigrate jalne de girgit sarpat daud dhup aur kati patang uthi tarang hai berang jutha rang jo socha tha wo mila nahi mila hai jo socha na tha jo socha tha wo mila nahi mila hai jo socha na tha soch hai gahari tiki dupahri aati hai jane ko shayad rail pail khel khel me dhakka mukki sar par sagar jaise gagar tona khona or pana daulat chahat hasrat aafat sarwam sundar naam ganpati gyan naath gazanand mushkil bhasha ek tamasha choti choti choti aasha ban jati hai badi nirasha aas ka panchhi thaka hua sa kacha wada paka hua sa dabi dabi si hasrat koi chupi chupi si harkat koi bahar andar ka hai antar bhula hua sa koi mantar aaj aur kal me jo parda hai asli nakli sab chalta hai chalte rahna chalte rahna ruk kar chalna, chalkar rukna aana jana khana peena rona gana or chillana zindagi style bhi hai smile bhi hai tujh pe marna aur kuch karna bat adhuri na jane kab ho puri kahte kahte rah jana rahte rahte sab kah jana apni marzi apna sapna apni apni ye majburi kya hoti hai kyu hoti hai pata nahi do sanso ke bich ki duri aag dhuaa aur pani jani anjani ek kahani jindagi
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Singer: Lalit Bhushan
- Film / album: Socha Na Tha (2005)
- Composer: Sandesh Shandilya
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Abhay Deol
- Actor: Ayesha Takia Azmi
- Actor: Apoorva Jha
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Salim Shah
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Ayesha Jhulka
- Actor: Vijay Maurya
- Actor: Raj Zutshi
- Actor: Sandhya Mridul
- Actor: Sohrab Ardeshir
- Actor: Manish Choudhary
- Actor: Lushin Dubey
- Actor: Mahru Sheikh
- Actor: Shakti Singh
singer: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Lalit Bhushan
actor: Abhay Deol, Ayesha Takia Azmi