Roman script

mosam ka takaja hai kuch aur karib aaye

mosam ka takaja hai kuch aur karib aaye

tum hum me sama jao hum tum me sama jaye

mosam ka takaja hai kuch aur karib aaye

tum hum me sama jao hum tum me sama jaye

is pyar ki baji ka ye dastur nirala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

oo ho dhadkan badti jaye aanchal rah rah sarke

phule na samaye hum baho me tumhe bhar ke

dhadkan badti jaye aanchal rah rah sarke

phule na samaye hum baho me tumhe bhar ke

is pyar ki baji ka ye dastur nirala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

tum har ke jit gaye hum jit ke har gaye

ye khel mahobat ke jivan ko nikhar gaye

tum har ke jit gaye hum jit ke har gaye

ye khel mahobat ke jivan ko nikhar gaye

is pyar ki baji ka ye dastur nirala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

jo socha bhi na tha wo hone wala hai

Explore this song